pop-video component ke jaise same ek aur component bana do jewellery ke product details page par jo live shopping ka button hai us par click karwane se ye widget open hona chahiye lekin is widget ki position left side me honi chahiye
height aur width same rakhna widget ki.
- aur jo saleassist ka widget integration hai product details page me vo remove kar dena